Tuesday, June 06, 2006

Umr jalwon mein basar ho

Umr jalwon mein basar ho, yeh zaroori to nahi
Har Sabh-e-gham ki Sehar ho, yeh zaroori to nahi

Cheshm-e-saaqi se piyo, ya labb-e-sagar se piyo
Bekhudi aathon pehar ho , yeh zaroori to nahi

Neendh to Dard ke bistaar pe bhi aa sakti hai
Unki Aagosh mein sarr ho , yeh zaroori to nahi

Sheikh karta to hai Masjid mein Khuda ko sajde'
Uske sajd-on mein asar ho, yeh zaroori to nahi

Sabh ki nazron mein ho Saaqi (God) yeh zaroori hai magar
sabh pe Saaqi ki Nazaar ho, yeh zaroori to nahi


-Jagjit Singh
Live at Wembly

14 comments:

Anonymous said...

Saaqi is not God, please correct it.

Rafting Guru said...

here saqi is refered to God as in many sufi sings

Atif said...

Just because jagjit Singh Said u can not be certain that saaqi refers to God, because, God almighty have his sight on every one its human who don't have his sight on God. technical wise or with any of sufism aspect the logic is wrong.

J Singh said...

Thts exactly wht he is saying in his lyrics. As you and all other desire/say that god keep his eyes on everyone, you are right. But he is saying that it is not very important that god should keep his eyes on everyone as we all desire but it is very important that we shld remember god all the time.

J Singh said...

By the way, these are some amazing lyrics regardless..

Sang by Nusrat Fateh Ali Khan
http://www.youtube.com/watch?v=dbByvtJA6vk

Anonymous said...

A lot of metaphors and similes are used in poetry, and here Saaqi is used as a metaphor for God.

Pori said...

Could anyone post the name of the poet?

Anonymous said...

Poet: Khamosh Dehlvi

-WHB

Anonymous said...

Rindon ko saqi par khuda ka gumaan hota hai,
Khuda aur allah main faraq hai

Allah sab ka khuda zuroor hai,
Magar khuda sab ka allah nhi hai,


Yahan saqi ka lafaz bohat wusaat angaiz mafhoom rakhta hai,

Sabhi ahbaab se iltmaas hy k tang nazri se ijtanaab bartye

badshah jogi said...

Rindon ko saqi par khuda ka gumaan hota hai,
Khuda aur allah main faraq hai

Allah sab ka khuda zuroor hai,
Magar khuda sab ka allah nhi hai,


Yahan saqi ka lafaz bohat wusaat angaiz mafhoom rakhta hai,

Sabhi ahbaab se iltmaas hy k tang nazri se ijtanaab bartye

Siddharth Arora Sahar said...

Please edit the reference of Saaqi word, it means BAR PERSON Not GOD!

Anonymous said...

Bhai poetry enjoy karo na yaar

waise you can read this if some clarity is needed on saaqi

https://rekhtablog.wordpress.com/2013/09/20/saaqi-its-various-meanings-in-urdu-poetry/

Deepak said...

Yes

Deepak said...

Sufi ka har ek labz khuda ke karib lata hai mano to khuda hu na mano to bisaaley sanam